Wednesday, April 1

Hum Tere Pyar Mein Sara Alam Kho Baithe Lyrics first grabbed my attention years ago when I heard it in an old film marathon. The opening lines land like a quiet confession: love so complete that the whole world fades away. Sung by the legendary Lata Mangeshkar, composed by Shankar-Jaikishan, and written by Hasrat Jaipuri for the 1963 film Dil Ek Mandir, this melody turns personal devotion into something universal.

About the Song and Its Creators

Aspect Details
Song Title Hum Tere Pyar Mein (full: Hum Tere Pyar Mein Sara Alam Kho Baithe)
Singer Lata Mangeshkar
Music Director Shankar-Jaikishan
Lyricist Hasrat Jaipuri
Movie Dil Ek Mandir (1963)
Genre Classic Bollywood Romantic Ballad

Hum Tere Pyar Mein Sara Alam Kho Baithe Lyrics in Hindi

[Chorus]

हम तेरे प्यार में सारा आलम
खो बैठे हैं, खो बैठे
तुम कहते हो के ऐसे प्यार के
भूल जाओ, भूल जाओ
हम तेरे प्यार में सारा आलम
खो बैठे हैं, खो बैठे
तुम कहते हो के ऐसे प्यार के
भूल जाओ, भूल जाओ
हम तेरे प्यार में सारा आलम

[Verse 1]

पंछी से छुड़ाकर उसका घर
तुम अपने घर पर ले आए
ये प्यार का पिंजरा मन भाया
हम जी भर-भर के मुस्काए
जब प्यार हुआ इस पिंजरे से
तुम कहने लगे आज़ाद रहो
हम कैसे भुलाएँ प्यार तेरा
तुम अपनी ज़ुबां से ये न कहो

[Chorus]

अब तुमसा जहाँ में कोई नहीं
हम तो तुम्हारे हो बैठे
तुम कहते हो कि ऐसे प्यार को
भूल जाओ, भूल जाओ
हम तेरे प्यार में सारा आलम

[Verse 2]

इस तेरे चरण की धूल से हमने
अपनी जीवन माँग भरी
तभी तो सुहागन कहलायी
दुनिया के नज़र में प्यार बनी
तुम प्यार की सुंदर मूरत हो
और प्यार हमारी पूजा है
अब इन चरणों में दम निकले
बस इतनी और तमन्ना है

[Chorus]

हम प्यार के गंगाजल से, बलम जी
तन-मन अपना धो बैठे
तुम कहते हो के ऐसे प्यार को
भूल जाओ, भूल जाओ
हम तेरे प्यार में सारा आलम

[Verse 3]

सपनों का दर्पण देखा था
सपनों का दर्पण तोड़ दिया
ये प्यार का आँचल हमने तो
दामन से तुम्हारे बाँध लिया
ये ऐसी गाँठ है उल्फ़त की
जिसको ना कोई भी खोल सका
तुम आन बसे जब इस दिल में
दिल फिर तो कहीं ना डोल सका

[Chorus]

ओ, प्यार के सागर हम तेरी
लहरों में नाव डुबो बैठे
तुम कहते हो के ऐसे प्यार को
भूल जाओ, भूल जाओ
हम तेरे प्यार में सारा आलम
खो बैठे हैं, खो बैठे

Hum Tere Pyar Mein Sara Alam Lyrics in English

[Chorus]

Hum tere pyaar mein saara aalam
Kho baithe hain, kho baithe
Tum kehte ho ke aise pyaar ke
Bhool jaao, bhool jaao
Hum tere pyaar mein saara aalam
Kho baithe hain, kho baithe
Tum kehte ho ke aise pyaar ke
Bhool jaao, bhool jaao
Hum tere pyaar mein saara aalam

[Verse 1]

Panchhi se chhudaakar uska ghar
Tum apne ghar par le aaye
Ye pyaar ka pinjra man bhaaya
Hum jee bhar-bhar ke muskaaye
Jab pyaar hua iss pinjre se
Tum kehne lage aazaad raho
Hum kaise bhulaaye pyaar tera
Tum apni zubaan se ye na kaho

[Chorus]

Ab tumsa jahaan mein koi nahi
Hum to tumhaare ho baithe
Tum kehte ho ki aise pyaar ko
Bhool jaao, bhool jaao
Hum tere pyaar mein saara aalam

[Verse 2]

Iss tere charan ki dhool se humne
Apni jeevan maang bhari
Tabhi to suhaagan kehlaayi
Duniya ke nazar mein pyaar bani
Tum pyaar ki sundar moorat ho
Aur pyaar humaari pooja hai
Ab inn charano mein dum nikle
Bas itni aur tamanna hai

[Chorus]

Hum pyaar ke gangaajal se, Balam ji
Tan-man apna dho baithe
Tum kehte ho ke aise pyaar ko
Bhool jaao, bhool jaao
Hum tere pyaar mein saara aalam

[Verse 3]

Sapno ka darpan dekha tha
Sapno ka darpan tod diya
Ye pyaar ka aanchal humne to
Daaman se tumhaare baandh liya
Ye aisi gaanth hai ulfat ki
Jisko na koi bhi khol saka
Tum aan base jab iss dil mein
Dil phir to kahin na dol saka

[Chorus]

O, pyaar ke saagar hum teri
Lehron mein naav dubo baithe
Tum kehte ho ke aise pyaar ko
Bhool jaao, bhool jaao
Hum tere pyaar mein saara aalam
Kho baithe hain, kho baithe

Continue The Music With These Lyrics :

Musical Composition and Vocal Performance

Shankar-Jaikishan kept the arrangement simple: gentle strings, soft percussion, and Lata’s voice floating above it all. Her delivery stays intimate, almost conversational in the verses, then swells with controlled emotion in the chorus. No unnecessary ornamentation just pure phrasing that lets every word breathe. The result feels timeless; you can play it today next to a modern slow track and it still holds its own.

Disclaimer:

These lyrics are for educational and appreciation purposes only. Sourced from verified archives and the original 1963 soundtrack of Dil Ek Mandir. All Hindi lyrics, transliteration, and English translation match Lata Mangeshkar’s recording exactly.

? FAQs About Hum Tere Pyar Mein Sara Alam Kho Baithe lyrics

What does “hum tere pyar mein sara alam kho baithe” actually mean?

It means “In your love I have lost the entire world.” The singer has given up everything else for this one relationship.

Which movie is hum tere pyar mein sara alam lyrics from?

Dil Ek Mandir (1963), starring Meena Kumari and Raaj Kumar.

Who sang hum tere pyar mein sara alam lyrics in hindi?

Lata Mangeshkar.

Are there hum tere pyar mein sara alam lyrics in english available?

Ye,sthe full translation is provided above.

Is this song about heartbreak or joy?

It sits between both: joy in total surrender, heartbreak in the partner’s suggestion to forget.

Ravi is the founder and lead content creator of MyVibeLyrics.com, a global platform for music lovers and lyric seekers. Passionate about music across cultures and languages, Ravi curates accurate lyrics, song meanings, and music updates from around the world. Whether it's a trending English pop hit, a soulful Hindi melody, or a classic retro track, Ravi ensures every post helps fans connect more deeply with the music they love.